महा शिवरात्रि - Maha Shivaratri
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tino Loko Mein Bhole Ke Jaisa (तीनो लोको में भोले के जैसा: भजन)


Tino Loko Mein Bhole Ke Jaisa
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa ॥
Doha – Baat Sadiyon Se,
Mashahur Hai Zamane Mein,
Ek Pal Lagta Hai,
Mahadev Ko Manane Mein,
Jisne Bhola Kaha,
Bhar Bhar Ke Le Gaya Jholi,
Rakha Chupa Ke Na,
Bhole Ne Kuch Khajane Mein ॥

Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai,
Kaun Sa Bhakt Hai Baat Usaki,
Mere Bhole Ne Mani Nahin Hai,
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

Baat Sachchi Hai Karana Na Shanka,
De Di Ravan Ko Sone Ki Lanka,
Ved Grantho Mein Likha Hua Hai,
Koi Jhuthi Kahani Nahin Hai,
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

Pheri Devon Ne Jab Shiv Ki Maala,
Deke Amrt Piya Vish Ka Pyaala,
Kisako Bhole Ne Kya Kya Diya Hai,
Baat Koi Chhupani Nahin Hai,
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

Paap Dhone The Saare Jahaan Ke,
Shiv Ne Ganga Hamen De Di Laake,
Shiv Ki Karuna Bhi Is Mein Mili Hai,
Ganga Amrt Hai Pani Nahin Hai,
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai,
Kaun Sa Bhakt Hai Baat Usaki,
Mere Bhole Ne Mani Nahin Hai,
Tino Loko Mein Bhole Ke Jesa,
Dushara Koi Dani Nahi Hai ॥

तीनो लोको में भोले के जैसा: भजन हिन्दी में पढ़ें

तीनो लोको में भोले के जैसा, दूसरा कोई दानी नहीं है, कौन सा भक्त है बात उसकी, मेरे भोले ने मानी नहीं है, तीनों लोको में भोले के जैसा, दूसरा कोई दानी नहीं है ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Kailasho Ke Vasi

Shiv Kailasho Ke Vasi, Dhauli Dharon Ke Raja, Shankar Sankat Ko Harna, Shankar Sankat Ko Harna ॥

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP