Aa Rahi Hai Palki (आ रही है पालकी - भजन)


Aa Rahi Hai Palki,
Bholenath Sambhu Mahakal Ki,
Haar Phul Dhup Batti,
Haathon Mein Hai Thal Prasad,
Sambhu Mahakal Ki,
Aa Rahi Hai Palki,
Bholenath Sambhu Mahakal Ki ॥
Haathi Ghode Aage Baje Baind Baje,
Dekhi Jhanki Kamal Ki,
Koi Bhut Koi Bhole,
Aate Jate Har Ek Bole,
Jay Shambhu Mahakal Ki,
Sansa Chadhti Aash Badhti,
Darshanon Ki Lalak,
Sambhu Mahakal Ki,
Aa Jaaye Sukun Dhadakanau Ko,
Jo Dikhe Sawari Ki Jhalak,
Sambhu Mahakal Ki ॥

Dukh Ghatengain Sukh Badhenge,
Apane Bhakton Ke Bharenge Ghaaw,
Mahakal Ji,
Kirpa Ki Tirpal Rahti,
Hain Ye Pure Saal Sar Par,
Mahakal Ki,
Jitni Najar Mile,
Utni Mile Najar,
Mahakal Ki,
Karm Hai Bharm Hai,
Jivan Mein Bhare Rang Hai,
Ek Najar Mere Maahakal Ki ॥

Aa Rahi Hai Palki,
Bholenath Sambhu Mahakal Ki,
Haar Phul Dhup Batti,
Haathon Mein Hai Thal Prasad,
Sambhu Mahakal Ki,
Aa Rahi Hai Palki,
Bholenath Sambhu Mahakal Ki ॥
आ रही है पालकी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आ रही है पालकी, भोलेनाथ शम्भू महाकाल की, हार फूल धूप बत्ती, हाथ में है थाल प्रसाद, शम्भू महाकाल की, आ रही हैं पालकी, भोलेनाथ शम्भू महाकाल की ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Aa Rahi Hai Palki Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Param Sahayak Mangal Dayak

Param Sahayak, Mangal Dayak, Satguru Nanak, O.. Satguru Nanak,

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai Hanuman

Ram Ka Pyara Hai Siya Dulara Hai, Sankat Haara Hai, Hanuman Hanuman..

Dekho Raja Bane Maharaj

Dekho Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane, Dekhon Raja Bane Maharaj, Aaj Ram Raja Bane ॥

Tar Jayega Le Naam Ram Ka

Tar Jayega Le Naam Ram Ka, Kahin Bit Na Jaye, Ye Jivan Kaam Ka, Tar Jayega Le Naam Ram Ka ॥

Mere Balaji Sarkar Main Tera Ho Jaun

Shiv Shankar Ke Avatar, Mere Balaji Sarakar, Das Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun, Kuchh Sisa Kar Kamaal, Main Tera Ho Jaun, Jhuthi Duniya Ka Hun Filahal,
Main Tera Ho Jaun ॥