Aaj More Angna Padharo (आज मोरे अंगना पधारो: भजन)


Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj More Angna Padharo,
Angna Padharo Mere,
Angna Padharo,
Aaj More Angna Padharo,
Aaj Mere Angna Padharo ॥
Pahali Navratri Shailputri Padharo,
Duiji Brahmacharini Ne Lao,
Aaj Mere Angna Padharo,
Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj Mere Angna Padharo ॥

Tiji Navratra Chandraghanta Padharo,
Chothi Kushmanda Ne Lao,
Aaj Mere Angna Padharo,
Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj Mere Angna Padharo ॥

Pancham Navratri Skandmata Padharo,
Chathi Katyayani Ne Lao,
Aaj Mere Angna Padharo,
Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj Mere Angna Padharo ॥

Saptam Navratri Kalaratri Padharo,
Astham Mahagouri Ne Lao,
Aaj Mere Angna Padharo,
Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj Mere Angna Padharo ॥

Navami Navratri Siddhidatri Padharo,
Karaj Saphal Suharo,
Aaj Mere Angna Padharo,
Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj Mere Angna Padharo ॥

Aao Maa Bhawani Aao,
Aaj More Angna Padharo,
Angna Padharo Mere,
Angna Padharo,
Aaj More Angna Padharo,
Aaj Mere Angna Padharo ॥
आज मोरे अंगना पधारो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ माँ भवानी आओ, आज मोरे अंगना पधारो, अंगना पधारो मोरे, अंगना पधारो, आओ मां भवानी आओ, आज मोरे अंगना पधारो ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥