Aaj To Guruwar hai, Sadguru Ka War Hai (आज तो गुरुवार है, सदगुरुजी का वार है - भजन)


Aaj to Guruwar Hai, Sadguruji Ka War Hai ।
Gurubhakti Ka Pi Lo Pyala, Pal Mein Beda Paar Hai ॥ 1 ॥
Gurucharnon Ka Dhyan Lagao, Nirmal Man Ho Jayega ।
Tan Man Dhan Guru Charan Chadhakar, Vinti Barambar Hai ॥ 2 ॥

Prabhu Ko Bhool Gaye Au Pyare ! Maya Mein Liptaye Ho ।
Poorv Puny Se Nar Tan Paya, Mile Na Barambar Hai ॥ 3 ॥

Gurubhakti Se Prabhu Milenge, Bin Guru Gota Khayega ।
Bhavsagar Mein Doobi Naiya, Sadguru Taranhar Hain ॥ 4 ॥

Guru Hamare Gyan Ke Data, Bhakton Ka Kalyan Karo ।
Nirmohi Balihar Hai, Arji Barambar Hai ॥ 5 ॥
आज तो गुरुवार है, सदगुरुजी का वार है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आज तो गुरुवार है, सदगुरुजी का वार है। गुरुभक्ति का पी लो प्याला, पल में बेड़ा पार है ॥ 1 ॥
Bhajan Guru BhajanGurudev BhajanGuru Purnima BhajanVyasa Purnima BhajanGuru Gyan BhajanInspirational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanArya Samaj Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...