Aaja Kalyug Me Leke Avtar O Bhole (आजा कलयुग में लेके, अवतार ओ भोले - भजन)


Aaja Kalyug Me Leke,
Avtar O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥
Duniya Banane Wale,
Kar Duniya ka Khyal Re,
Tere Sansar Ka Hua Hai,
Bura Haal Re,
Bhae ko Bhae Mar Raha Hai O Bhole,
Bhae ko Bhae Mar Raha Hai O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥

Haal Kabhi Pucho Aake,
Bhole Tu Garib Ka,
Likkha Sab To Nyara,
Bhag Kya Te Badnasibi ka,
Roti Dede Bhukha To Mat Maar O Bhole,
Roti Dede Bhukha To Mat Maar O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥

Paapiyon Ke Paap Dho Dho,
Ganga Meli Ho Gae,
Paapon Se Ladegi Kab Tak,
Ye Paheli Ho Gae,
Tere Bina Hoga Na Udhhar O Bhole,
Tere Bina Hoga Na Udhhar O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥

Aaja Kalyug Me Leke,
Avtar O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole,
Apne Bhakto Ki Sunle,
Pukara O Bhole ॥
आजा कलयुग में लेके, अवतार ओ भोले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आजा कलयुग में लेके, अवतार ओ भोले, अपने भक्तो की सुनले, पुकार ओ भोले, अपने भक्तो की सुनले, पुकार ओ भोले ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥