Aao Balaji Aao Balaji (आओ बालाजी, आओं बालाजी - भजन)


Aao Balaji,
Aao Balaji,
Darshan Ke Pyase Hai Naina,
Darsh Dikhao Ji,
Aao Balaji Aao Balaji ॥
Nishadin Gunagaan Karun,
Tera Hi Dhyaan Dharun,
Girun Sau Baar Magar,
Nazaron Se Na Tere Girun,
Jeevan Mera Saphal Banao,
Jhalak Dikhao Ji,
Darshan Ke Pyase Hai Naina,
Darsh Dikhao Ji,
Aao Balaji Aao Balaji ॥

Salasar Tera Hai,
Mehandipur Tera Hai,
Jahaan Har Kan Kan Mein,
Tera Hi Basera Hai,
Mere Maan Ke Mandir Mein Bhi,
Dhaam Banao Ji,
Darshan Ke Pyase Hai Naina,
Darsh Dikhao Ji,
Aao Balaji Aao Balaji ॥

Gyan Ke Sagar Ho,
Siyaram Ke Chakar Ho,
Ho Kinara Tum Hi Prabhu,
Tum Hi Bhav Sagar Ho,
‘Rashi’ Ki Arzee Svikaaro,
Laaj Bachao Ji,
Darshan Ke Pyase Hai Naina,
Darsh Dikhao Ji,
Aao Balaji Aao Balaji ॥

Aao Balaji,
Aao Balaji,
Darshan Ke Pyase Hai Naina,
Darsh Dikhao Ji,
Aao Balaji Aao Balaji ॥
आओ बालाजी, आओं बालाजी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ बालाजी, आओं बालाजी, दर्शन को प्यासे हैं नैना, दर्श दिखाओ जी, आओं बालाजी आओं बालाजी ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥