Aao Ram Bhakt Hanuman Hamare Ghar Kirtan Mein (आओ राम भक्त हनुमान, हमारे घर कीर्तन में: भजन)


Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
Aan Virajo Sinhasan Pe,
Daya Kijiya Ham Bhaktan Pe,
Hamari Badhao Prabhu Saan,
Pag Dalo Daya Nidhan,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥

Nahi Chalega Koi Bahana,
Ram Lakhan Ko Saath Mein Aana,
Pag Dalo Daya Nidhan,
Hamari Badhao Prabhu Saan,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥

Naina Dekhe Prabhu Rah Tumhari,
Baat Hakikat Kahe Anadi,
Bhakta Tere Paresan,
Bhakta Bade Paresan,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥

Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Hamare Ghar Kirtan Mein,
Aao Ram Bhakta Hanuman,
Hamare Ghar Kirtan Mein ॥
आओ राम भक्त हनुमान, हमारे घर कीर्तन में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ राम भक्त हनुमान, हमारे घर कीर्तन में, हमारे घर कीर्तन में, हमारे घर कीर्तन में, आओं राम भक्त हनुमान, हमारे घर कीर्तन में ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥