Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi (आउंगी आउंगी मै अगले, बरस फिर आउंगी: भजन)


Aaungi Aaungi Main Agle,
Baras Phir Aaungi,
Laungi Laungi Teri,
Laal Chunariya Laungi ॥
Maata O Maata,
Pahado Wali Maata ॥

Teri Mahima Sunte Hai,
Teri Mahima Gate Hai,
Ankh Main Ansu Late Hai,
Moti Lekar Jane Hai ॥

Aaungi Aaungi Main Agle,
Baras Phir Aaungi,
Laungi Laungi Teri,
Laal Chunariya Laungi ॥

Parvat Pe Hai Dera,
Uncha Mandir Tera,
Teri Sharan Main Aake,
Jaga Jivan Mera,
Jay Sherawali Di,
Jay Mehrawali Di
Jay Matarani Di ॥

Maata O Maata,
Pahado Wali Maata ॥

Maan Main Hai Teri Bhakti,
Hum Jane Teri Shakti,
Dukh Kya Hai Dukh Chaya,
Bhi Humko Chu Nahi Sakti ॥

Jitni Shaktisali,
Utni Hi Tu Bholi,
Bin Mange Hi Tune,
Bhar Di Meri Jholi ॥

Jay Sherawali Di,
Jay Mehrawali Di
Jay Matarani Di ॥

Aaungi Aaungi Main Agle,
Baras Phir Aaungi,
Laungi Laungi Teri,
Laal Chunariya Laungi ॥

Tan Puja Ki Thali,
Samagri Hai Maan Ki,
Maa Tere Charno Main,
Bhent Ye Nirdhan Ki,
Jay Bhavna Wali Di,
Jay chhatra wali di,
Jay Mata Rani Di ॥

Aaungi Aaungi Main Agle,
Baras Phir Aaungi,
Laungi Laungi Teri,
Laal Chunariya Laungi ॥

Teri Mahima Sunte Hai,
Teri Mahima Gate Hai,
Ankh Main Ansu Late Hai,
Moti Lekar Jane Hai ॥

Aaungi Aaungi Main Agle,
Baras Phir Aaungi,
Laungi Laungi Teri,
Laal Chunariya Laungi ॥

Maata O Maata,
Pahado Wali Maata ॥
आउंगी आउंगी मै अगले, बरस फिर आउंगी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आउंगी आउंगी मै अगले, बरस फिर आउंगी, लाऊंगी लाऊंगी तेरी, लाल चुनरियाँ लाऊंगी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dekho Ji Jagannath Ki Rath Yatra Hai Aayi

Dhun- Mujhe Raas Aa Gaya Hai Tere Dar Pe Sar Jhukana, Dekho Ji Jagannath Ki, Rath Yatra Hai Aai। Saj-Dhaj Ke Baithe Rath Men, Ik Bahan Aru Do Bhai॥

Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala

Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala, Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥

Mere Man Mandir Me Tum Bhagwan Rahe

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe, Mere Duhkh Se Tum Kaise Anjan Rahe ॥ Mere Ghar Mein Kitne Din Mehman Rahe, Mere Duhkh Se Tum Kaise Anjan Rahe..

Gajmukhdhari Jisne Tera Sachche Man Se

Gajmukh Dhari Jisne Tera, Sachche Man Se Jaap Kiya, Aise Pujari Ka Swayam Tumne, Aise Pujari Ka Swayam Tumne, Sidhd Manorath Aap Kiya, Gajmukh Dhari Jisnen Tera, Sachche Man Se Jaap Kiya ॥

Mere Bigde Bana Do Kaaj

Mere Bigde Bana Do Kaaj, O Mere Ganpati Ji Maharaj, O Mere Ganpati Ji Maharaj,
Ab Rakh Lena Meri Laaj, O Mere Ganpati Ji maharaj, Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥