Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi (अब ये दुनिया राम की दीवानी हो गई: भजन)


Tajmahal Ki Baat To Purani Ho Gayi,
Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi ॥
Gunj Utha Dekho Jaykara,
Jai Shree Ram Ka Lage Nara,
Mandir Ban Gaya Sabse Payara,
Kitna Sundar Hai Ye Najara,
Dekho Avadh Ki Anamit Si Kahani Ho Gayi,
Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi ॥

Khusiyon Ki Sougat Ho Gayi,
Janakpuri Bhi Saath Aa Gayi,
Treta Yug Sa Bana Najara,
Mein Sita Maata Aa Gayi,
Van Van Bhataki Sita Ab Maharani Ho Gayi,
Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi ॥

Unche Gagan Se Dev Padhare,
Aake Ram Ke Charan Pakhare Dasharath Sang Hain Hanumat Pyare,
Nirakh Ram,
Thuthakare Dare,
Sudh Apanu Na "Neha" To Mastani Ho Gayi,
Ab Ye Duniya Ram Ki Diwani Ho Gayi ॥
अब ये दुनिया राम की दीवानी हो गई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ताजमहल की बात तो पुरानी हो गई, अब ये दुनिया राम की दीवानी हो गई ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Gauri Sut Shankar Lal

Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno, Baitha Bhagvat Maha Pooran, Vinayak Meri Araj Suno, Gauri Sut Shankar Laal, Vinayak Meri Araj Suno ॥

Hey Vinay Vinayak Vinati Kara

Hey Vinay Vinayak Vinti Kara, Mhaare Angan Aap Padharo Ji, Nirbal Ra Bal Prabhu Aap Hi Ho, Nirdhan Ra Dhan Prabhu Aap Hi Ho, Man Mandir Mein Satkaar Kara, Mhaare Angan Aap Padharo Ji ॥

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan

Jai Jai Ganpati Gauri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu, Tum Riddhi Siddhi Ke Ho Data, Hum Bhaktan Par Balihari Prabhu, Jai Jai Ganpati Gaunri Nandan, Hum Aaye Sharan Tihaari Prabhu ॥

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Main Apne Duhkh Ko, Main Apne Duhkh Ko Hoon Bisraye, Vo Khushiyan Apne Sath Hai Laye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye ॥

Ganpati Gajvadan Vinayak

Ganpati Gajvadan Vinayak, Thane Pratham Manava Ji, Aana Kaani Mat Na Kariyo, Thari Kirpa Chava Ji, Ganpati Gajvadan Vinayak, Thane Pratham Manava Ji ॥