Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge (मेरे राम मेरे घर आएंगे, आएंगे प्रभु आएंगे - भजन)


Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge
Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand, Ramcharitmanas Katha and Akhand Ramayana.
Mere Ram Mere Ghar Ayenge,
Ayenge Prabhu Ayenge
Prabhu Ke Darshan Ki Aas Hai,
Aur Bhilanee Ko Vishavas Hai
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Angana Rasta Roj Buhar Rahi,
Khadi Khadi Vo Rah Nihar Rahi
Man Mein Lagan, Bheelani Magan,
Bheelani Ko Bhari Chaiav Hai ,
Aur Man Mein Prem Ka Bhav Hai
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Na Janu Seva Pooja Ki Reet,
Kya Sochenge Mere Man Ke Meet
Sharm Aa Rahi, Ghabara Rahi
Vo Bholi Bhali Nar Hai,
Prabhu Ko Bholon Se Pyar Hai
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Chun Chun Layi Khatte Mithe Ber,
Ane Main Kyon Karate Ho Prabhu Der
Prabhu Aa Rahe, Muska Rahe,
Prabhu Ke Charano Main Gir Padi,
Aur Asuan Ki Lagi Jhadi
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Asuan Se Dhoye Prabhu Ji Ke Pair,
Chakh Chakh Kar Ke Khila Rahi Thi Ber
Prabhu Kah Rahe, Muska Rahe
Ik Prem Ke Vash Mein Ram Hai,
Aur Prem Ka Yah Parinam Hai
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Prabhu Teri Khatir Atak Rahe the Pran,
Mukti De Do Mujhako Krpa Nidhan
Lelo Sharan, Apani Charan
Shabari Se Bole Ram Hain,
Ja Khula Tere Lie Dham Hai
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

Jo Koi Dhondhe Prabhu Ko Din Aur Rat,
Use Dhondhate Ik Din Deenanath
Hari Ko Bhajo, Sumiran Karo,
‘binnoo’ Yah Nishchay Jaan Lo,
Tum Prabhu Ko Apana Man Lo
Mere Ram Mere Ghar Ayenge...

मेरे राम मेरे घर आएंगे, आएंगे प्रभु आएंगे - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे राम मेरे घर आएंगे, आएंगे प्रभु आएंगे। प्रभु के दर्शन की आस है, और भीलनी को विशवास है..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana Bhajan

Other Popular Mere Ram Mere Ghar Ayenge Ayenge Prabhu Ayenge Video

Mere Ram Mere Ghar Ayenge by Mukesh Bagda

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne

Ho Ho Balaji Mera Sankat Kato Ne, Ho Idhar Udhar Na Dol Rahaya

Jis Par Ho Hanuman Ki Kripa

Jis Par Ho Hanuman Ki krpa, Taqdir Ka Dhani Wo Nar Hai, Rakhwala Ho Maruti Nandan, Phir Kis Baat Ka Dar Hai,
Bhajan Pawan Sut ka KIjiye, Naam Amrut Ka Pyala Pijiye ॥

Hai Purushottam Shri Ram Karuna Nidhan Bhagwan

Hey Purushottam Shriram, Karunanidhan Bhagwan ॥

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana

Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana, Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana, Ram Ram Boli Jay Siyaram, Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Mere Ghar Ram Aaye Hai

Meri Chaukhat Pe Chalake Aaj, Chaaron Dhaam Aae Hai, Bajao Dhol Swagat Mein, Mere Ghar Ram Aaye Hai, Mere Ghar Ram Aaye Hai ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP