Agar Maa Ne Mamta Lutai Na Hoti (अगर माँ ने ममता लुटाई ना होती: भजन)


Agar Maa Ne Mamta Lutai Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti ॥
Dwar Pe Aaye Maa Humko Nihare,
Soi Hue Taqdir Saware,
Agar Maa Ki Jyoti Jalae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
Agar Maa Ne Mamta ॥

Hume Kya Padi Hai Hum Tumhai Manaye,
Hamara To Haaq Hai Ki Hum Ruth Jaye,
Agar Maa Manane Tu Aae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
Agar Maa Ne Mamta ॥

Phatakar Dena Maa Dutkar Dena,
Magar Bholi Maa Laal Ko Pyar Dena,
Agar Maa Ne Bidgi Banae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti,
Agar Maa Ne Mamta ॥

Agar Maa Ne Mamta Lutai Na Hoti,
To Mamtamae Maa Kahae Na Hoti ॥
अगर माँ ने ममता लुटाई ना होती: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अगर माँ ने ममता लुटाई ना होती, तो ममतामयी माँ कहाई ना होती ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara!

Hari Ka Bhajan Karo, Hari Hai Tumhara, Hari Ke Bhajan Bin, Hari Ke Bhajan Bin, Nahin Gujara

Sab Dhamo Se Dham Nirala Shri Vrindavan Dham

Sab Dhamon Se Dham Nirala, Shri Vrindavan Dham, Kunj Nikunj Mein Jahan Viraje, Pyare Shyama Shyam, Mera Vrindavan Pyara, Mera Brajdham Hai Nyara..

Main To Apne Shyam Ki Diwani Ban Jaungi

Main to Apne Shyam Ki, Diwani Ban Jaungi, Mastani Ban Jaungi...