Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota (​अगर प्यार तेरे से पाया ना होता - भजन)


Agar Pyar Tere Se Paya Na Hota,
Tujhe Shyam Apna Banaya Na Hota ॥
Na Hoti Tamanna Hi, Tere Milan Ki,
Agar Mere Mann Ko Tu, Bhaya Na Hota,
​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota ॥

Labo Pe Tera Ye, Tarana Na Hota,
Agar Teer Dil Se, Chalaya Na Hota,
​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota ॥

Na Phirti Main Tere, Liye Maari Maari,
Agar Tune Khud Hi, Rulaya Na Hota,
​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota ॥

To Mai Bhi Nirasha Mein, Aasha Na Rakhti,
Kisi Ke Liye Gar Tu, Aaya Na Hota,
​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota ॥

Ye Bedard Duniya, Mujhe Kuchh to Kahati,
Agar Tune Dil Se, Bulaya Na Hota,
​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota ॥
Bhaktibharat Lyrics

​agar Pyar Tere Se Paya Na Hota,
Tujhe Shyam Apna Banaya Na Hota ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
​अगर प्यार तेरे से पाया ना होता - भजन - हिन्दी में पढ़ें
​अगर प्यार तेरे से पाया ना होता, तुझे श्याम अपना बनाया ना होता ॥ ना होती तमन्ना हि, तेरे मिलन की...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanVinod Agarwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥