Aisa Hai Mere Shri Hari Ka Naam (ऐसा है मेरे श्री हरि का नाम - भजन)


Aisa Hai Mere Shri Hari Ka Naam ,
Kaise Unka Karun Gungan, Baaki Koi Na Karunanidhan ॥
Aisa Hai Mere.....
Nishchhal Bhakti Teri Hardam Hoti Hai ,
Lete Hain Jab Pariksha Tab Tab Roti Hai ,
Grah Gaj Ki Katha Mein Kaha Hai ,
Gaj Ki Prabhu Ne Bachai Hai Jaan ,
Aisa Hai Mere .......
Bhaktibharat Lyrics

Teri Hi Ik Kripa Se Prahlad Bante Hain ,
Dhruv Sa Maha Tapasvi Tera Naam Japte Hain ,
Jinko Vipda Se Tumne Ubara ,
De Diya Unko Apna Hi Dham ,
Aisa Hai Mere.........

Ek Baar Mein Bhi Upkar Karte Hain ,
Nirdhan Vipra Sudama Ke Bhandar Bharte Hain ,
Dropadi Ki Bachai Thi Laaj ,
Unko Hi Hai Mera Pranam ,
Aisa Hai Mere......

Joothe Ber Khakar Sandesh Dete Hain ,
Kevat Ka Bhi Kehna Kaise Maan Lete Hain ,
Shil Ki Taari Thi Tumne Ahilya ,
Sabke Poore Hue Armaan ,
Aisa Hai Mere Shri Hari Ka Naam ॥
ऐसा है मेरे श्री हरि का नाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ऐसा है मेरे श्री हरि का नाम, कैसे उनका करूँ गुणगान, बाकी कोई न करुणानिधान ॥
Bhajan Janmashtami BhajanShri Shyam BhajanRadhashtami BhajanShri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aisa Hai Mere Shri Hari Ka Naam

Aisa Hai Mere Shri Hari Ka Naam, Kaise Unka Karun Gungan, Baaki Koi Na Karunanidhan ॥

Jab Zid Pe Aagayi Parvati

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Bigdi Teri Banayega

Bigdi Teri Banayega, Naam Ganpati Ka, Sankat Sabhi Mitayega, Naam Ganpati Ka, Bigdi Teri Banayega,
Naam Ganpati Ka, Sankat Mitayega, Kasta Na Kabhi Tu Payega, Jo Maan Se Tu Gayega, Naam Ganpati Ka, Bigdi Teri Banayega, Naam Ganpati Ka ॥

Main Thane Sivaru Gajanan Deva

Main Thaane Sivaru Gajanan deva, Wachanon Ra Palanahara Ji O, Saraswati Maat Sharada Ne Sivaru, Hirade Karo Ni Ujiyala Ji O, Nindara Nivaru Bholenath Ne, Nindara Nivaru Bholenath Ne ॥