Akhiya Hari Darshan Ki Pyasi (हरी दर्शन की प्यासी अखियाँ - भजन)


Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥
Dekhiyo Chahat Kamal Nain Ko,
Nisdin Rahet Udaasi,
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Aaye Udho Phiri Gae Aangan,
Dari Gae Gar Phansi,
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Kesar Tilak Motiyan Ki Mala,
Brindavan Ko Vasi,
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Kahu Ke Man Ki Kovu Na Jane,
Logan Ke Man Hasi,
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Surdas Prabhu Tumhare Daras Bin,
Leho Karvat Kasi,
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥

Hari Darshan Ki Pyasi Akhiyan
Akhiyan Hari Darshan Ki Pyasi ॥
हरी दर्शन की प्यासी अखियाँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हरी दर्शन की प्यासी अखियाँ, अखियाँ हरी दर्शन की प्यासी ॥ देखियो चाहत कमल नैन को..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanIskcon BhajanSoordas BhajanJagjit Singh Bhajan

Other Popular Akhiya Hari Darshan Ki Pyasi Video

By Bhimsen Joshi

By Trisha Parui

By Devi Chitralekhaji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...