Shri Ram Bhajan

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam (श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम - भजन)


Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Log Karen Meera Ko Yunhi Badnam
Sanware Ki Bansi Ko Bajne Se Kaam
Radha Ka Bhi Shyam Voh To Meera Ka Bhi Shyam

Jamuna Ki Lehren Bansibat Ki Chhaiyaan
Kiska Nahin Hai Kaho Krishan Kanhaiya
Shyam Ka Deewana To Saara Brij Dhaam
॥ Log Karen Meera Ko...॥

Kaun Jaane Bansuriya Kisko Bulaye
Jiske Man Bhaye Wo Usi Ke Gun Gaye
Kaun Nahin Bansi Ki Dhun Ka Gulaam

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Log Karen Meera Ko Yunhi Badnam

Movie: Geet Gata Chal
Music Director: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Singer: Arti Mukherji, Jaspal Singh

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम - भजन हिन्दी में पढ़ें

श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम, लोग करें मीरा को यूँ ही बदनाम साँवरे की बंसी को बजने से काम...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake

Popular bhajan prominently sing during Shri Ram Navami, Vijay Dashami, Sunderkand...

Bhagwan Laut Ayodhya Aaye

Bhagwan Chaudah Baras Van Vaas, Bhagwan Laut Ayodhya Aae

Ram Dhun From Movie Main Atal Hoon

Ram Dhun, Jhooth jagat ka Nahi bharosa, Ek Bharosa ek hi naam..

Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Bhakto Se Kam Pade

Prabhu Kevat Ki Naav Chadhe, Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi Bhakto Se Kaam Pade ।

Mujhe Das Banakar Rakh Lena

Mujhen Das Banakar Rakh Lena, Bhagwan Tu Apne Charanon Mein ॥ Main Bhala Bura Hoon Tera Hoon,

Sita Ram Japa Kar

Chanchal Manan, Seetaram Seetaram Japaakar Ram Ram Ram Ram Rata Kar

Ram Ji Ka Mandir Lage Neeko

Duniya Ki Chakachaundh Bhulun Main, Ram Siya Ram Hi Bolun Main Hai Na Thikana Koi Khushi Ka Aisa Tej Chhaya Mandir Chhavi Ka । Ram Ji Ka Mandir Ram Ji Ka Mandir Lage Neeko, Iske Aage Lage Saaro Jag Pheeko ।

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP