Ambe Charan Kamal Hain Tere (अम्बे चरण कमल है तेरे - भजन)


Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Hum Bheeren Hain Janam Janam Ke
Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke
Nisdin Dete Phere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Tu Dharti Jag Palan Karti
Ambar Ka Aadhar Hai Tu
Sab Sukh Jhoothe, Sab Duhkh Jhoothe
Iss Jeevan Ka Saar Hai Tu
Tu Satyam Tu Shivam Sundaram
Tu Satyam Tu Shivam Sundaramh
Ma Sab Chapalaj Hain Tere
Ambe Charan Kamal Hain Tere

Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Hum Bheeren Hain Janam Janam Ke
Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke
Nisdin Dete Phere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere

Oss Mein Aansu Phool Mein Shraddha
Antar Mein Lekar Ujiyare
Tere Mandir Mein Natmastak
Nabh Ke Sooraj Chand Sitare
Humne Teri Muskanon Mein
Humne Teri Muskanon Mein
Dekhe Madhur Savere
Ambe Charan Kamal Hain Tere

Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Hum Bheeren Hain Janam Janam Ke
Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke
Nisdin Dete Phere
Ambe Charan Kamal Hai Tere
Ambe Charan Kamal Hai Tere

Jay Jay Maan, Jay Jay Maan
Jay Jay Maan, Jay Jay Maan
Jay Jay Maan, Jay Jay Maan
Jay Jay Maan, Jay Jay Maan
Jay Jay Maan, Jay Jay Maan
अम्बे चरण कमल है तेरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अम्बे चरण कमल है तेरे, हम भौंरें हैं जनम जनम के, निसदिन देते फेरे
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan BhajanJagjit Singh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Dashrath Ke Ghar Janme

Ram Dashrath Ke Ghar Janme, Gharana Ho to Aisa Ho, Gharana Ho to Aisa Ho, Log Darshan Ko Chal Aaye..

Mangal Ko Janme Mangal Hi Karte

Mangal Ko Janme, Mangal Hi Karte, Mangalmay Bhagwan, Jai Hanuman, Jai Hanuman..

Tan Ranga Mera Mann Ranga

Tan Ranga Mera Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga, Sita Ji Ke Rang Mein, Ram Ji Rang Mein,
Raadheshyaam Ji Rang Mein, Tan Ranga Menra Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga ॥

Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman

Sab Tere Hai Santan, Bajrangbali Hanuman ॥

Shringar Sinduri Chavi Bala Ki Puri

Shrungar Sinduri, Chabi Bala Ki Puri, Tumhai Dekh Kar, Dekhta Rah Gaya, Jab Di Mujhe Tumne, Darshan Ki Manjuri, Jhuka Sar Mera, To Jhuka Rah Gaya ॥