Anjani Ke Lal Tumko Mera Pranam Ho (अंजनी के लाल तुमको, मेरा प्रणाम हो: भजन)


Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho,
Shat Shat Pranam,
Koti Koti Pranam Ho,
Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥
Radra Roop main Tum Ho Shankar,
Ati Ranabakur Roop Bhayankar,
Radra Roop main Tum Ho Shankar,
Ati Ranabakur Roop Bhayankar,
Kanak Bhudhara Tan Ko Pranaam Ho,
Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥

Saat Yojan Kiya Sagar Paar,
Tumhare Baal Ko Nahi Sumara,
Saat Yojan Kiya Sagar Paar,
Tumhare Baal Ko Nahi Sumara,
Tum To Prabhu Atulit Baladham Ho,
Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥

Akshay Maar Vatika Ujari,
Sone Ki Lanka Pal Mein Hai Jari,
Akshay Maar Vatika Ujari,
Sone Ki Lanka Pal Mein Hai Jari,
Dusta Dalan Tum Hanuman Ho,
Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥

Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho,
Shat Shat Pranam,
Koti Koti Pranam Ho,
Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥
अंजनी के लाल तुमको, मेरा प्रणाम हो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अंजनी के लाल तुमको, मेरा प्रणाम हो, शत शत प्रणाम, कोटि कोटि प्रणाम हो, अँजनी के लाल तुमको, मेरा प्रणाम हो ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥