Araj Suno Banwari (अरज सुणो बनवारी - भजन)


Araj Suno Banwari Sanwariyan Mhari,
Araj Suno Banwari,
Araj Suno Giridhari Sanwariya Mhari,
Araj Suno Giridhari ॥
Shvas Shvas Me Thare Sumiru Daata,
Bhulon Mati Banavari,
Bhul Gaya To Re,
Laaj Jawegi,
Hansi Hovegi Ghani Thari,
Sanvariyan Mhari Araj Suno Banavari ॥

Maya Nagni Kiyo Hai Kundalo Daata,
Harn To Begi Ubaro,
Moh Maya Ne Re,
Jaal Phasayo,
Ab Sudh Lebo Banvari,
Sanvariyan Mhari Araj Suno Banavari ॥

Mai Matihin Hun Kachhu Nahi Daata,
Aayo Sharan Tihaari,
Bhavasagar Mein Re,
Ghano Dukh Payo,
Ab Ki Paar Utaro,
Sanvariyan Mhari Araj Suno Banavari ॥

Aage Sant Anata Ubarya Daata,
Abki Bari Huamri,
Dash Mluk Kahe Re,
Bhuli Mati Jajo,
Mhne To Bharosa Badi Bhari,
Sanvariyan Mhari Araj Suno Banavari ॥

Araj Suno Banwari Sanwariyan Mhari,
Araj Suno Banwari,
Araj Suno Giridhari Sanwariya Mhari,
Araj Suno Giridhari ॥
अरज सुणो बनवारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अरज सुणो बनवारी सांवरियां म्हारी, अरज सुणो बनवारी, अरज सुनो गिरधारी सांवरिया म्हारी, अरज सुनो गिरधारी ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥