Ayodhya Karti Hai Awhan (अयोध्या करती है आव्हान - भजन)


Ayodhya Karti Hai Avahan,
That Se Kar Mandir Nirmaan ॥
Ayodhya Karti Hai Avahan,
That Se Kar Mandir Nirmaan,
Shila Ki Jagah Laga De Pran,
Bitha De Vahan Ram Bhagwan ।

Sajag Ho Raghuvar Ki Santan,
That Se Kar Mandir Nirmaan ।

Hindu Hai to Hinduo Ki Aan Mat Jane De,
Ram Lala Pe Koi Anch Mat Ane De,
Kayar Virodhiyo Ko Shor Machane De,
Jai Shri Ram,
Kayar Virodhiyo Ko Shor Machane De,
Lakshy Pe Rakh Tu Dhyan ।
Ayodhya Karti Hai Avahan,
That Se Kar Mandir Nirmaan ॥

Mandir Banane Ka Purana Anumbadh Hai,
Sab Tere Sath Pura Pura Prabandh Hai,
Kaar Sevako Ke Balidaan Ki Saugandh Hai,
Jai Shri Ram,
Kaar Sevko Ke Balidaan Ki Saugandh Hai,
Badh Chal Veer Jawan ।
Ayodhya Karti Hain Avahan,
That Se Kar Mandir Nirmaan ॥

It Shivsena Ut Bajrang Dal Hai,
Durgavahini Mein Shakti Prabal Hai,
Pran Vishwahindu Parishad Ka Atal Hai,
Jai Shri Ram,
Pran Vishwahindu Parishad Ka Atal Hai,
Jo Himgiri Ki Chattan ।
Ayodhya Karti Hai Avahan
That Se Kar Mandir Nirmaan ।

Jis Din Ram Ka Bhavan Ban Jayega,
Us Din Bharat Mein Ram Raaj Ayega,
Ram Bhakto Ka Hriday Muskayega,
Jai Shri Ram,
Ram Bhakto Ka Hriday Muskayega,
Khilte Kamal Samaan ।
Ayodhya Karti Hai Avahan
That Se Kar Mandir Nirmaan ।

Sajag Ho Raghuvar Ki Santaan
That Se Kar Mandir Nirmaan ।
॥ Jai Shri Ram ॥
अयोध्या करती है आव्हान - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अयोध्या करती है आव्हान, ठाट से कर मंदिर निर्माण, शीला की जगह लगा दे प्राण, बिठा दे वहां राम भगवान...
Bhajan Ayodhya BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanJai Shri Ram BhajanJanmbhoomi BhajanRam Janmbhoomi Bhajan5 August BhajanShilanyas BhajanAyodhya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Bhajan: Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Me

Man Leke Aaya, Mata Rani Ke Bhawan Main, Bada Sukh Paya, Bada Sukh Paya, Mata Rani Ke Bhawan Main