Ayodhya Ram Ki Hai Waha Ram Virajenge (अयोध्या राम की है वहाँ राम विराजेंगे: भजन)


Ayodhya Ram Ki Hai,
Waha Ram Virajenge,
Ham Bhagwadhari Hai,
Bas Ram Hi Gayengen,
Mere Ram Ke Swagat Mein,
Ayodhya Ko Sajayenge ॥
Palake Bhi Bichha Di Hai,
Badi Rah Nihari Hai,
Raghuvar Chale Aao,
Mere Ram Chale Aao,
Phool Rahon Mein Bichhayenge,
Mere Ram Ke Swagat Mein,
Ayodhya Ko Sajayenge ॥

Siyavar Gaddi Tumhari Hai,
Ayodhya Bhi Tumhari Hai,
Mere Ram Tilak Karadun,
Raghuvar Mein Tilak Karadun,
Din Reta Yug Ke Aayenge,
Mere Ram Ke Swagat Mein,
Ayodhya Ko Sajayenge ॥

Din Harsh Ka Aaya Hai,
Bade Bhagy Se Paya Hai,
Paramahans Pe Krpa teree,
batohee pe krupa Teri,
Baikunth Ko Payenge,
Mere Ram Ke Swagat Mein,
Ayodhya Ko Sajayenge ॥
अयोध्या राम की है वहाँ राम विराजेंगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अयोध्या राम की है, वहाँ राम विराजेंगे, हम भगवाधारी है, बस राम ही गायेंगे, मेरे राम के स्वागत मे, अयोध्या को सजायेंगे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..