Baat Choti Hai Sar Ko Hila Dijiye (बात छोटी है सर को हिला दीजिये - भजन)


Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye
Paanv Apana Prabhuji Dhula Lijiye
Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye
Paanv Apana Prabhuji Dhula Lijiye
Hum Hai Anpadh Koi Bhool Ho Hi Gayi
Aap Malik Hai Sab Kuchh Bhula Dijiye
Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye

Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye
Paanv Apna Prabhuji Dhula Lijiye

Gair Mallaah Aaega Hargij Nahin
Naam Lekar Haan Naam Lekar Kisi Ko Bula Lijiye
Naam Lekar Kisi Ko Bula Lijiye
Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye

Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye
Paanv Apana Prabhuji Dhula Lijiye

Chaah Donon Ki Hai Der Kis Baat Ki
Shighr Hi Shighr Hi Kuch Phaisla Kijiye
Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye

Baat Chhoti Hai Sar Ko Hila Dijiye
Paanv Apna Prabhuji Dhula Lijiye
बात छोटी है सर को हिला दीजिये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बात छोटी है सर को हिला दीजिये, पाँव अपना प्रभुजी धुला लीजिये, हम है अनपढ़ कोई भूल हो ही गयी
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanRam Bhajan BhajanKevat Samvad BhajanPujya Rajan Ji Bhajan

Other Popular Baat Choti Hai Sar Ko Hila Dijiye Video

By Prakash Gandhi

By Devendra Pathak

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mera Sankat Katne Wala Hai

Mere Sankat Katne Wala Hai, Bajarangi Ki Kirapa Se, Mere Sankat Katne Wala Hai, Bajarangi Ki Kirapa Se,
Ab Chhapar Phatane Wala Hai ॥

Sanjivan Lene Bajrangi Pawan Veg Se Aaye

Sanjivan Lene Bajarangi, Pavan Veg Se Aaye, Parvat Haath Uthaye, Parvat Haath Uthaye, Dhundh Dhundh Kar Haar Gaye Jab, Buti Khoj Na Paye, Parvat Haath Uthaye ॥