Bada Hai Dayalu Bhole Nath Damaru Wala (बड़ा है दयालु भोले नाथ डमरू वाला: )


Shlok:
Shiv Saman Data Nahin,
Vipat Nivaran Haar,
Lajja Sabki Rakhiyo,
O Nandi Ke Aswar ।
Bolo Shankar Bhagvan Ki Jai !
Bada Hai Dayalu Bhole Nath Damroo Vala,
Jinke Gale Mein Vishdhar Kala,
Neelkanth Vala,
Bhole Nath Damroo Vala,
Bada Hai Dayaloo Bhole Nath Damroo Vala ।

Baithe Parvat Dhuni Ramaye,
Badan Padi Mrgachhala Hai,
Kalo Ke Mahakal Sadashiv,
Jinka Roop Nirala Hai,
Unki Godi Mein Gajanan Lala,
O Neelkanth Vala,
Bhole Nath Damroo Vala,
Bada Hai Dayaloo Bhole Nath Damroo Vala ।

Bada Hai Dayalu Bhole Nath Damroo Vala,
Jinke Gale Mein Vishdhar Kala,
Neelkanth Vala,
Bhole Nath Damroo Vala,
Bada Hai Dayaloo Bhole Nath Damroo Vala ।

Sheesh Chandrama Jata Mein Ganga,
Badan Pe Bhasmi Chola Hai,
Teen Lok Mein Neelkanth Sa,
Dev Na Koi Dooja Hai,
Peege Peege Vish Ka Pyala,
O Neelkanth Vala,
Bhole Nath Damroo Vala,
Bada Hai Dayaloo Bhole Nath Damroo Vala ।

Bada Hai Dayalu Bhole Nath Damroo Vala,
Jinke Gale Mein Vishdhar Kala,
Neelkanth Vala,
Bhole Nath Damroo Vala,
Bada Hai Dayaloo Bhole Nath Damroo Vala ।
बड़ा है दयालु भोले नाथ डमरू वाला: - हिन्दी में पढ़ें
बड़ा है दयालु भोले नाथ डमरू वाला, जिनके गले में विषधर काला, नीलकंठ वाला...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II