Badi Mushkil Se Aai Tere Dar (बड़ी मुश्किल से आई तेरे दर: भजन)


Badi Mushkil Se Aai Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri,
Liye Sankat Hajaro Ke Haar,
Aaj Chinta Maa Har Lena Meri,
Badi Mushkil Se Aai Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥
Tujhe Sabki Khabariya Hai Maata,
Teri Agnya Se Chalta Vidhata,
Kiski Kismat Ke Kese Sitare,
Sabhi Likha Hai Paas Tumhare,
Paas Tumhare ॥

Kabhi Is Aur Kar Najar,
Aash Puri Maa Kar Dena Puri,
Badi Muskil Se Aae Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥

Teri Karuna Hai Sabpe Barasti,
Phir Kyun Ye Jholi Meri Tarasti,
Maa Hi Beti Ki Gar Na Sunegi,
Phir Kahaan Meri Bigadi Banegi,
Bigadi Banegi ॥

De Ke Hansane Ka Mujhako Bar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri,
Badi Muskil Se Aae Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥

Apne Anchal Se Mujhko Chupa Le,
Tu Maa Amba Hai Ab To Bacha Le,
Rah Ke Paththaro Mein Paththar Bano Na,
Meri Nirdosh Vinti Suno Maa,
Han Han Binati Suno Maa ॥

Kabhi Mamta Se Dekho Idhar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri,
Badi Muskil Se Aae Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥

Badi Mushkil Se Aai Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri,
Liye Sankat Hajaro Ke Haar,
Aaj Chinta Maa Har Lena Meri,
Badi Mushkil Se Aai Tere Dar,
Aash Puri Maa Kar Dena Meri ॥
बड़ी मुश्किल से आई तेरे दर: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बड़ी मुश्किल से आई तेरे दर, आस पूरी माँ कर देना मेरी, लिए संकट हजारो के हर, आज चिंता माँ हर लेना मेरी, बड़ी मुश्किल से आईं तेरे दर, आस पूरी माँ कर देना मेरी ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Meri Maa Ko Khabar Ho Gayi

Kaise Kah Dun, Dua Beashar Ho Gae, Main Roya, Meri Maa Ko Khabar Ho Gae, Main Roya, Meri Maa Ko Khabar Ho Gae ॥