Bajrang Bala Sabse Nyara (बजरंग बाला सबसे न्यारा: भजन)


Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Sari Duniya Ka Hai Ye Rakhwala,
Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara ॥
Anjanisut Pawanputra Ki To,
Mahima Ajab Nirali Hai,
Bhut Pisach Nikat Nhi Aave,
Ye Atulita Balsali Hai,
Inse Bada Na Koi Dilwala,
Inse Bada Na Koi Dilwala,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Sari Duniya Ka Hai Ye Rakhwala,
Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara ॥

Mahavir Vikram Bajarangi,
Bigadi Sabki Banate Hai,
Maan Ki Murade Puri Karate,
Sabke Kasta Mitate Hai,
Sab Devon Main Baba Dev Nirala,
Sab Devon Main Baba Dev Nirala,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Sari Duniya Ka Hai Ye Rakhwala,
Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara ॥

Naach Nachakar Ram Rijhae,
Bhakt Bada Alabela Hai,
‘Aman’ Ram Ko Bas Mein Jo Karale,
Hua Ye Bhakt Akela Hai,
Ram Naam Ke Amrt Ka Pine Vala,
Ram Naam Ke Amrt Ka Pine Vala,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Sari Duniya Ka Hai Ye Rakhwala,
Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara ॥

Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Bhakton Main Bhakt Bada Matwala,
Sari Duniya Ka Hai Ye Rakhwala,
Bajarng Bala Sabse Nyara,
Sab Bhakto Ko Bada Lage Pyara ॥
बजरंग बाला सबसे न्यारा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंग बाला सबसे न्यारा, सब भक्तों को बड़ा लागे प्यारा, भक्तों में भक्त बड़ा मतवाला, भक्तों में भक्त सबसे मतवाला, सारी दुनिया का है ये रखवाला, बजरँग बाला सबसे न्यारा, सब भक्तों को बड़ा लागे प्यारा ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥