Bajrangbali Aao Hanuman Chale Aao (बजरंगबली आओ, हनुमान चले आओ: भजन)


Bajarangbali Aao,
Hanuman Chale Aao,
Maa Anjani Ke Pyare,
Balaji Aa Jao ॥
Mahaveer Tumhre Hum,
Darshan Abhilasi Hai,
Tum Aakar Bhakto Ko,
Prabhu Darash Dikha Jao ॥

Shree Ram Dulare Ho,
Karte Daya Sab Par,
Meri Naav Bhawar Main Hai,
Mujhe Paar Laga Jao ॥

Hame Sankat Ne Ghera,
Tum Bina Na Koi Mera,
Baba Sankat Dur Karo,
kirpoa Barasa Jao ॥

Shree Ram Kaaj Kiye,
Sevak Dukh Harate Ho,
Balaji Mere Bhi,
Kastho Ko Mita Jao ॥

Hum Tumhai Manate Hai,
Sradha Se Bulate Hai,
Bhakto Ki Vinati Paar,
Do Dhyan Chake Aao ॥

Tum Par Hi Bharosa Hai,
Viswas Tumhara Hai,
Hum Dino Ke Baba,
Tum Bhagya Jaga Jao ॥

Bajarangbali Aao,
Hanuman Chale Aao,
Maa Anjani Ke Pyare,
Balaji Aa Jao ॥
बजरंगबली आओ, हनुमान चले आओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बजरंगबली आओ, हनुमान चले आओ, माँ अंजनी के प्यारे, बालाजी आ जाओ ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...