Balaji Ke Bhakto Sun Lo Baba Ka Gun Gaya Karo (बालाजी के भक्तों सुनलो, बाबा का गुण गाया करो: भजन)


Balaji Ke Bhakton Sunlo,
Baba Ka Gun Gaya Karo,
Shradha Aur viswas Prem Se,
Unki Jyoti Jagaya Karo ॥
Pawan Dev Ke Laal Aur Maa,
Anjani Sut Ka Dhyan Dharo,
Dukh Aur Kastha Sataye Jab Jab,
Yaad Unhai Bas Kiya Karo,
Sundarkand Ka Barnan Unki,
Mahima Roj Sunaya Karo,
Shradha Aur viswas Prem Se,
Unki Jyoti Jagaya Karo ॥

Din Mangal Ka Jab Bhi Aaye,
Baba Ka Upabas Karo,
Laal Langota Sindur Chadhakar,
Chalisa Ka Path Karo,
Desi Ghee Ke Saath Churma,
Unko Bhog Lagaya Karo,
Shradha Aur viswas Prem Se,
Unki Jyoti Jagaya Karo ॥

Charan Pakad Liya Hanuman Ke Jab,
Ram Ji Kese Bhagenge,
Ram Ki Jab Anukamppa Hogi,
Soye Bhagya Bhi Jagaye,
Swami Sevak Ke Riste Ka,
Kuch To Laav Uthaya Karo,
Shradha Aur viswas Prem Se,
Unki Jyoti Jagaya Karo ॥

Bade Dayalu Bala Mere,
Log Ye Sare Kahate Hai,
Bhare Huye Bhandaron Se Wo,
Jholiya Bharte Rahate Hai,
Jeevan Mod Likhe To ‘Babali’,
Bade Prem Se Gaya Karo,
Shraddha Aur Vishvaas Prem Se,

Balaji Ke Bhakton Sunlo,
Baba Ka Gun Gaya Karo,
Shradha Aur viswas Prem Se,
Unki Jyoti Jagaya Karo ॥
बालाजी के भक्तों सुनलो, बाबा का गुण गाया करो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बालाजी के भक्तों सुनलो, बाबा का गुण गाया करो, श्रद्धा और विश्वास प्रेम से, उनकी ज्योत जगाया करो ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥