Balaji Ki Duniya Diwani (बालाजी की दुनिया दीवानी: भजन)


Balaji Ki Duniya Diwani,
Sab Hi Jane Inki Kahani,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥
Ram Hi Jane Inki Maya,
Asa Hai Ye Anjani Jaya,
Karata Bade Hi Kamal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥

Khusiyan Sabko Bant Raha Hai,
Sabke Dukhade Kaat Raha Hai,
Kar Do Sabhi Ko Nihal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥

Yugo Yugo Se Sor Hai Iska,
Ala Bala Pe Jor Hai Iska,
Pakade Ye Janjal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥

Maan Mandir Main Inhai Basalo,
Sacchi Inki Yot Jagalo,
Karega Ye To Malamal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥

Balaji Ki Duniya Diwani,
Sab Hi Jane Inki Kahani,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke,
Karata Sabhi Ko Khushhal,
Ram Gun Ga Ga Ke ॥
बालाजी की दुनिया दीवानी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बालाजी की दुनिया दीवानी, सब ही जाने इनकी कहानी, करता सभी को खुशहाल, राम गुण गा गा के, करता सभी को खुशहाल, राम गुण गा गा के ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥