Balaji Mujhe Apne Dar Pe Bulana (बालाजी मुझे अपने, दर पे बुलाना: भजन)


Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana,
Darshan Se Naino Ki,
Pyas Bujhana,
Balaji Mujhe Apna,
Darshan Dikhana,
Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana ॥
Hraday Mein Tere Siyaram Base Hai,
Ram Siya Ka Tu Hai Deewana,
Charanon Mein Tere Bala,
Mera Hai Thikaana,
Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana ॥

Swarga Se Sundar Dham Hai Tera,
Ramsiya Ki Sewa Kaam Hai Tera,
Ram Ka Tu Aur Tera,
Jag Hai Deewana,
Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana ॥

Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana,
Darshan Se Naino Ki,
Pyas Bujhana,
Balaji Mujhe Apna,
Darshan Dikhana,
Balaji Mujhe Apne,
Dar Pe Bulana ॥
बालाजी मुझे अपने, दर पे बुलाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बालाजी मुझे अपने, दर पे बुलाना, दर्शन से नैनो की, प्यास बुझाना, बालाजी मुझे अपना, दर्शन दिखाना, बालाजी मुझें अपने, दर पे बुलाना ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye,Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,
Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye ॥

Mat Barso Inder Raj

Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije, Ya Jag Sethani Bhije, Mhari Raj Rani Bhije, Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije ॥