Bansi Bajaye Gayo Shyam Mose Naina (बंसी बजाय गयो श्याम - भजन)


Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Dil Mai Samay Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।
Mathura Se Vrindavan Aayo,
Nirdayi Chhaliya Chain Churayo,
Nindiya Udaay Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।

Jadu Kar Gayi Uski Ye Akhiyan,
Rasta Roka Mori Pakdi Bahiya,
Mataki Giray Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।

Luta Mor Mukut Ki Chhata Ne,
Unke Shoki Indra Ghata Ne
Teer Chalaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।

Shyam Naam Ki Odhi Chunariya,
Shyam Ki Chudi Shyam Ki Bindiya,
Raas Rachaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।

Bansi Bajay Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Dil Mai Samay Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke,
Bansi Bajaye Gayo Shyam,
Mose Naina Milay Ke ।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
बंसी बजाय गयो श्याम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बंसी बजाय गयो श्याम, मोसे नैना मिलाय के, दिल मई समाय गयो श्याम,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanMridul Shastri Bhajan

Other Popular Bansi Bajaye Gayo Shyam Mose Naina Video

Bansi Bajaye Gayo Shyam Mose Naina By Kunj Bihari Das Ji

Bansi Bajaye Gayo Shyam Mose Naina By Gaurav Ji Maharaj

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Naino Mein Teri Jyoti Sanso Mein Tera Naam

Naino Mein Teri Jyoti, Sanso Mein Tera Naam, Mahabali Bajarangi, Maan Mein Hai Tera Dhaam,
Naino Main Teri Jyoti, Sanso Main Tere Naam ॥