Bante Sabhi Ko Pyar Balaji (बाँटे सबको प्यार बालाजी: भजन)


Bante Sabko Pyar Balaji ॥
Doha - Sabko Hi Khusiya Milti Hai,
Asi Baba Ki Bhakti Hai,
Sabke Hi Dukhdo Ko Mitati,
Asi Baba Ki Shakti Hai ॥

Bante Sabko Pyar Balaji,
Karte Sabhin Pe Upakar Balaji,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥

Ram Naam Ke Moti Bante,
Ram Naam Ke Moti Bante,
Ram Ke Agyakar Balaji,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥

Is Kaliyug Main Raj Hai Inka,
Is Kaliyug Main Raj Hai Inka,
Karte Dharam Ka Prachar Balaji,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥

Inke Dar Jo Arji Lagate,
Inke Dar Jo Arji Lagate,
Unke To Bhare Bhandar Balaji,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥

‘Ramakunwar’ Hai Tera Pujari,
‘Ramakunwar’ Hai Tera Pujari,
Kar Do Mera Bhi Beda Paar Balaj,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥

Bante Sabko Pyar Balaji,
Karte Sabhin Pe Upakar Balaji,
Bante Sabko Pyar Balaji ॥
बाँटे सबको प्यार बालाजी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाँटे सबको प्यार बालाजी, करते सभी पे उपकार बालाजी, बाँटे सबको प्यार बालाजी ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chandan Hai Is Desh Ki Mati

Chandan Hai Is Desh Ki Mati, Tapobhoomi Har Gram Hai . Har Bala Devi Ki Pratima, Bachcha Bachcha Ram Hai

Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai

Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai, Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai, Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai, Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Bharat Hai Pehchan Meri

Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri, Duniya Mein Sabse Nyara Mujhe Desh Jaan Se Pyara Hai, Bas Hi Swarg Dwar Iske Liye To Harpal Hajir Jaan Mei, Bharat Hai Pehchan Meri Aor Tiranga Shan Meri ॥

Vande Mataram - National Song

National Anthem - Jana Gana Mana

Hamara Pyara Hindudweep

Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Ab Utho Jago Hey Aaryavir! Uttaal Prachand Samarasindhu Samip, Hey Subhat-Vikat-Vikaral-Kal, Prakhar-Prabal-Shur-Shastrapani Mahip,
Vishvahrday Yah Bharat-Bhushit, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip, Hamara Pyara Hindudvip, Ham Hain Isake Prahari Aur Pradip ॥