Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re (भवानी मैया शारदा भजो रे - भजन)


Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re,
Sharda Bhajo Re,
Bhar Jehe Sakal Bhandar Re,
Bhawani Maiya Ho ॥
Ruth Ke Baithi Sharda Bhuwan Mein,
Sharda Bhuwan Mein,
Lambe Lambe Bikhraye Apne Kesh Re,
Ruth Ke Baithi Ho ॥

Raktvarn Ke Phulva Maan Mangave,
Phulva Maan Mangave Re,
Langurva Pathave Hinglaaj Re,
Raktvarn Ke Ho ॥

Jao Jao Baare Re Langurva,
Baare Re Langurva Lao Phulva,
Pankhudien Jinmen Paanch Re,
Ke Jao Langurva Ho ॥

Hinglaaj Mein Baithi Bhawani Maiya,
Baithi Bhawani Maiya,
Bindiya Chamke Chamak Gulzaar Re,
Are Hinglaaj Mein Ho ॥

Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re,
Sharda Bhajo Re,
Bhar Jehe Sakal Bhandaar Re,
Bhawani Maiya Ho ॥
भवानी मैया शारदा भजो रे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भवानी मैया शारदा भजो रे, शारदा भजो रे, भर जेहे सकल भण्डार रे, भवानी मैया हो ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen