Bhola Nai Mane Re Nahi Mane (भोला नही माने रे नहीं माने - भजन)


Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Dam Dam Damroo Baaje Pyaari,
Naach Rahe Bhole Bhandari,
Kaise Lahar Lahar Lage Lahraane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥
Bhangra Disko Kachhu Na Jaane,
Tandav Ke Ho Gaye Deewane,
Bhangra Disko Kachhu Na Jaane,
Tandav Ke Ho Gaye Deewane,
Main Kaise Manaoon Shiv Na Maane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥

Kaisi Bhangiya Chadhi Sanna Ke,
Svaami Baithe Hai Tanna Ke,
Kaisi Bhangiya Chadhi Sanna Ke,
Svaami Baithe Hai Tanna Ke,
Gaura Shiv Ko Lagi Hai Samajhaane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥

Main Toh Mana Mana Ke Haari,
Na Mane Shiv Tripurari,
Main Toh Mana Mana Ke Haari,
Na Mane Shiv Tripurari,
Kaise Kamar Lage Hai Lachkaane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥

Bhola Khakar Bhang Ka Gola,
Kaise Jhoom Raha Hai Chola,
Bhola Khakar Bhang Ka Gola,
Kaise Jhoom Raha Hai Chola,
Naache Baja Baja Ke Nai Taane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥

Bhola Sada Rahe Man Changa,
Dekho Jaata Se Bah Rahi Ganga,
Bhola Sada Rahe Man Changa,
Dekho Jaata Se Bah Rahi Ganga,
Raag Shiv Ki Lagi Hai Gun Gaane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥

Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Dam Dam Damroo Baaje Pyaari,
Naach Rahe Bhole Bhandari,
Kaise Lahar Lahar Lage Lahraane,
Machal Gaye Nachbe Ko,
Bhola Nahi Mane Re Nahin Mane,
Machal Gaye Nachbe Ko ॥
भोला नही माने रे नहीं माने - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोला नही माने रे नहीं माने, मचल गए नचबे को, भोला नहीं माने रे नहीं माने, मचल गए नचबे को, डम डम डमरू बाजे प्यारी, नाच रहे भोले भंडारी, कैसे लहर लहर लगे लहराने, मचल गए नचबे को..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aaja Aaja O Ganraja

Sarvpratham Pujit Ho Baba, Tum Ho Jag Se Nirale। Sraddha Bhav Se Tumko Puje, Sada Yeh Duniya Wale। Kabhi Nahin Koi Lauta Tere Dar Se Yun Hi Khali, Bhar-Bhar Ke Dete Ho Sabko, Jo Aaye Banke Sawali॥

Gaiye Ganpati Jagvandan

Gaiye Ganapati Jagvandan। Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥ Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।

Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai

Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Bappa Ho Bappa Ganapati Bappa, Teri Jai Jaikar Lagate Hai Jai Jai Ganaraj, Sare Jagat Mein Sabse Prathame Tumhe Manate Hai ॥

Duraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai By Movie Bhuj Aarti

Suraj Ki Lali Tujhe Tilak Lagati Hai Bagiya Ki Dali-dali Pushp Chadhati Hai..

Hey Pratham Pujya Gaurinandan Hum Sharan Tihari Aaye Hai

Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai, Shraddha Ke Suman Arpit Karane,
Ham Thal Saja Kar Lae Hai, Hey Pratham Pujya Gaurinandan, Hum Sharan Tihari Aaye Hai ॥