Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila (भोले के दर से सबकुछ मिला: भजन)


Mukadar Mera Ban Hi Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila,
Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥
Naag Gale Mein Mathe Pe Chanda,
Shrrngar Bhasam Ka Jata Mein Ganga,
Pike Vish Ka Pyala Nilakanth Bhaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila,
Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Duniya Se Haara Waqt Ka Mara,
Bhole Baba Ne Mujhko Ubara,
Tuti Thi Kasti Kinara Diya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila,
Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Dindayal Wo Dukh Ke Harta,
Maan Ki Murade Puri Hai Karta,
Naam prabhu Ka Jisne Liya,
Usko Bhole Ne Sabkuch Diya,
Mukadar Mera Ban Hi Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Mukadar Mera Ban Hi Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila,
Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya,
Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥
भोले के दर से सबकुछ मिला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुकद्दर मेरा बन ही गया, भोले के दर से सबकुछ मिला, मन का अँधेरा मिट सा गया, भोलें के दर से सबकुछ मिला ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..