Bhole Tere Bhakto Ko Tere Hi Sahara Hai (भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है:शिव भजन)


Bhole Tere Bhakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Baba Tere BHakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Tere Bhakto Ko ॥
Asha Nirasa Ne,
Ghera Pareshan Hun,
Kese Banchu Inse,
Akhir Insan Hun,
Tera Daya Ke Bina,
O Baba Teri Daya Ke Bina,
Apna Na Gujara Hai,
Teri Daya Ke Bina,
O Baba Teri Daya Ke Bina,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

Malik Tere Jag Ka,
Andaj Nirala Hai,
Bhakto Ko Pina Pada,
Yahan Jahar Ka Pyala Hai,
Par Wo Kabhi Dare,
Jinhai Saath Tumhara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

KisKo Kahe Apna,
Apne Bhi Begane Hai,
Phursat Nahi Inko,
Matlab Ke Diwane Hai,
Premi Apne Mila,
O Baba Premi Apne Mila,
Jo Tujhko Dulara Hai,
BHole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥

Mit Bano Mere,
Hame Teri Jarurat Hai,
Apno Ke Khatir Suna,
Tumhai Phursad Hi Phursad Hai,
Nandu Teri Khatir,
O Baba Nandu Teri Khatir,
Bhole Bhagato ko,
Tera Hi Sahara Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhole Tere Bhakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Bhagato Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Baba Tere BHakto Ko,
Tera Hi Sahara Hai,
Bhole Tere Bhakto Ko ॥
भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है:शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है, भोले भगतों को, तेरा ही सहारा है, बाबा तेरे भक्तों को, तेरा ही सहारा है, भोले तेरे भक्तों को ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥