Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hey Bholenath Ki Shadi (है भोलेनाथ की शादी हम तो नाचेंगे - भजन)


Hey Bholenath Ki Shadi
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥
Piya Hai Bhang Baji Hai Bit,
Chadhi Hai Masti Gayenge Git,
Chhod Ke Sari Phikra Khushiyan Batenge ॥

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

Dulhan Bani Hai Goura Maiya,
Nandi Pe Hai Shankar Shambhu,
Sakhiyan Chhed Rahi Gaura Ko,
Barati Bada Bhayankar,
Machi Hay Dhum Rahe Sare Dhum,
Rahe Sare Dhum Machi Hai Dhum,
Aji Chaand Sitare Aasaman Se Jhakenge ॥

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

Yugo Yugo Mein Bnati Hai Kabhi,
Shiv Gaura Si Jodi,
Ek Babhuti Wale Baba,
Gaura Gauri Gauri,
Pyar Ka Khel Huye Hai Mel,
Huye Hai Mel Pyar Ka Khel,
Yogi Sang Rajakumari Dukh Sukh Batenge ॥

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

Bagad Bamb Bam Babam Bam Babam,
Babam Bam Babam Babam Bam Babam,
Babam Bam Babam Babam Bam Babam,
Bam Bhole,
Sambhu ॥

Bagad Bamb Bam Babam Bam Babam,
Babam Bam Babam Babam Bam Babam,
Babam Bam Babam Babam Bam Babam,
Bam Bhole ॥

Jagmag Karti Shahar Ki Galiyan,
Batane Lagi Mithaiyan,
Ravi Raj Ki Aur Se Sabako,
Lakh Lakh Haun Badhaiyan,
Hansaraj Ki Aur Se Sabako,
Lakh Lakh Haun Badhaiyan,
Lo Shiv Ka Naam Banenge Kaam,
Han Subhah Shaam Lo Shiv Ka Naam,
Shiv Kasht Hamare Palabhar Kshan Mein Katenge ॥

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge,
Hey Bholenath Ki Shadi Hum To Nachenge ॥

है भोलेनाथ की शादी हम तो नाचेंगे - भजन हिन्दी में पढ़ें

है भोलेनाथ की शादी हम तो नाचेंगे, पिया है भांग बजी है बीट, चढ़ी है मस्ती गायेंगे गीत, छोड़ के सारी फिक्रा खुशियां बाटेंगे..
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShri Krishna BhajanRaas BhajanMaharas BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan

Other Popular Hey Bholenath Ki Shadi Video

Sounds of Isha on Maha Shivaratri 2022

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Dunia Chale Na Shriram Ke Bina

Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina, Ram Ji Chale Na Hanuman Ke Bina ।

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ki Nahi

Wo Namaste Dua Aur, Salam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Mhari Vinti Suno The Hanuman

Mhari Bhakti Suno The Hanuman, Dharun Mein Tharo Dhyan, Bega Sa Aao Balaaji, Bega Sa Aao Balaaji, Bhagtan Ki SunoJyo Balaaji ॥

Hey Ram Bhakt Hanuman Ji Mujhe Aisi Bhakti Do

Hey Ram Bhakta Hanuman Ji, Mujhe Asi Bhakti Do, Charanon Ko Sewa Kar Sakun, Prabhu Asi Shakti Do, Hey Ram Bhakta Hanuman Ji ॥

Balaji Tumhare Charno Mein Main Tumhe Rjhane Aaya Hun

Balaji Tumhare Charanon Main, Main Tumhai Rijhane Aaya Hun ॥

Ramchandra Keh Gaye Siya Se

Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Hey Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Aisa Kalyug Aayega, Hans Chugega Dana Dunka...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP