Chalo Ayodhya Dham (राम भजन - चलो अयोध्या धाम चलें)


Ram Lal Ki Janmbhoomi
Teenon Lokon Se Nyari Hai
Ram Lal Ki Janmbhoomi
Teenon Lokon Se Nyari Hai
Shri Hari Ne Vaikunth Se Ye
Nagri Dharti Par Utari Hai

Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen

Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Shri Ram, Jai Shri Ram
Shri Ram, Ram, Ram

Ban Kaushalya Maan Ke Lalna
Prakte Dashrath Ke Angna
Teenon Lok Paalne Wale
Balak Ban Jhule Palna

Dashrath Soot Kaushalya Nandan
Avadh Bihari Ram Ki Jai
Jai Bolo Rajeev Nayan Ki
Raghuvar Shobha Dham Ki Jai

Dashrath Soot Kaushalya Nandan
Avadh Bihari Ram Ki Jai
Jai Bolo Rajeev Nayan Ki
Raghuvar Shobha Dham Ki Jai

Nar Ke Roop Mein Narayan Ko
Apni God Mein Dhari Hai
Ram Lala Ki Janmbhoomi
Teenon Lokon Se Nyari Hai

Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Raam, Raam
Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Ram, Ram

Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen

Chalo Ayodhya Dham Chalen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen

Hai Baikunth Ka Ansh Ayodhya
Dham Mein Kan Kan Ram Base
Har Manav Ke Antarman Mein
Prabhu Shri Ram Ka Naam Base

Mansarovar Ka Pavan Jal
Kal Kal Jismein Bahata Hai
Un Sarayu Maiya Ka Darshan
Vandan Sab Dukh Harta Hai

Mansarovar Ka Pavan Jal
Kal Kal Jismen Bahta Hai
Un Sarayu Maiya Ka Darshan
Vandan Sab Dukh Harta Hai

Kanak Bhavan Hanuman Gadi Ka
Darshan Mangalkari Hai
Ram Lala Ki Janmbhoomi
Teenon Lokon Se Nyari Hai

Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Raam, Raam
Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Raam, Raam

Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahte Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahate Jai Shri Ram Chalen

Chalo Ayodhya Dhaam Chalen
Kahate Jai Shri Ram Chalyen
Chalo Ayodhya Dham Chalyen
Kahate Jai Shri Ram Chalyen

Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Ram, Ram
Shri Ram, Jay Shri Ram
Shri Ram, Raam, Ram

Bolo Siyavar Ramchandra Ki Jai !
राम भजन - चलो अयोध्या धाम चलें - हिन्दी में पढ़ें
चलो अयोध्या धाम चलें, कहते जय श्री राम चलें, राम लाल की जन्मभूमि, तीनों लोकों से न्यारी है..
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanMalini Awasthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..