Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mere Shankar Sa Dev Nahi Duja Re (मेरे शंकर सा देव नही दूजा रे - भजन)


Mere Shankar Sa Dev Nahi Duja Re
Mere Shankar Sa Dev Nahi Duja Re ॥
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Om Trimbakam Yajamahe,
Sugandhi Pushtivardhanam,
Urvarukamiv Bandhanan,
Mrityurmukshiya Maamritat ॥

Mere Shankar Sa Dev Nahin Duja Re,
Sabase Pahale Tumhari Pooja Re,
Mere Shankar Sa Daiv Nahin Duja Re,
Sabase Pahale Tumhari Pooja Re,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

Mastak Par Chanda Jata Mein Ganga,
Bhuton Ki Toli Sawari Hai Nanda,
Baghambar Dhari Shiv Tripurari,
Mahakal Hai Jag Ke Rachiya,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

Sarpon Ki Mala Gale Mein Saje,
Dam Dam Damaru Shiv Ka Baje,
Tum Rakshak Ke Tere Khel Nirale,
Shiv Kailashi Hai Matawale,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

Kalon Ke Kaal Mahakal Raja,
Ujjain Nagari Hai Dhaam Tumhara,
Kar Le Sumiran Lakki Lagan Se,
Aisa Jeevan Na Aae Dobara,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

Mere Shankar Sa Dev Nahin Duja Re,
Sabase Pahale Tumhari Pooja Re,
Mere Shankar Sa Daiv Nahin Duja Re,
Sabase Pahale Tumhari Pooja Re,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

मेरे शंकर सा देव नही दूजा रे - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरे शंकर सा देव नही दूजा रे, सबसे पहले तुम्हारी पूजा रे, मेरे शंकर सा दैव नहीं दूजा रे, सबसे पहले तुम्हारी पूजा रे, महादेव महादेव महादेव महादेव, महादेव महादेव महादेव महादेव ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir Bhajan

Other Popular Mere Shankar Sa Dev Nahi Duja Re Video

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Anuradha Paudwal

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Rajendra Jain

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Lakhbir Singh Lakkha

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re

Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re, Dekho Maai Lage Pyari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re, Maa Ke Mathe Pe Kum Kum Ki Bindiya Hai Sohe, Gale Nibuvan Ki Mala Hai Maa Ne Piroye, Ode Lal Lal Chunari Singh Pe Sawari Maa Aaj Aai Re ॥

Bin Pani Ke Naav

Bin Paani Ke Naav Khe Rahi Hai, Maan Naseeb Se Jyada De Rahi Hai ॥

Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa Ek Tere Aa Jane Se

Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se,
Kisi Na Kisi Bahane Se Maa, Kisi Na Kisi Bahane Se, Mehek Utha Ghar Baar Meri Maa, Ek Tere Aa Jane Se, Is Tarah Hi Aate Rehna, Kisi Na Kisi Bahane Se ॥

O Maiya Tera Mujhko Deedar Ho Jaye

O Maiya Tera Mujhko, Deedar Ho Jaye, Ujda Chaman Phir Se, Mera Gulzar Ho Jaye ॥

Maiya Ye Jeevan Hamara Aapke charno Me Hai

Maiya Ye Jeevan Hamara, Aapke charno Me Hai, Din Dukhiyo Ka Gujara, Aapke charno Me Hai, Maiya Ye Jivan Hamara, Aapke charno Me Hai ॥

Sab Milkar Mangal Gao Aaj Hai Jagrata

Sab Milkar Mangal Gao, Aaj Hai Jagrata, Tum Prem Se Maa Ko Manao, Aaj Hai Jagrata ॥

Odh Chunariya Maiya Lal Chali

Laal Rang Ki Laal Chunariyan, Laal Hai Tere Lae, Rang Laal Karta kamal, Jo Tere Maan Ko Bhaye,
Odh Chunariya Maiya Lal Chali, Sidh Sawari Pe hai Lagati Bhali. Piche Piche Hai Bhero Naath Chale, Aage Chale Hai Veer Bajrang Bali, Odh Chunariya Maiya Lal Chali, Sidh Sawari Pe hai Lagati Bhali ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP