Chalo Ayodhya Dham Chale (चलो अयोध्या धाम चलें: भजन)


Chalo Ayodhya Dham Chale,
Gaate Jay Jay,
Shri Ram Chale,
Chalo Ayodhya Dham Chale ll
Sadiyon Ke Baad,
Yah Din Aaya Hai,
Sara Ka Sara,
Jag Harshaya Hai,
Itihasik kshan ka,
Bhaag Bane,
Gaate Jay Jay,
Shri Ram Chale,
Chalo Ayodhya Dham Chale ll

Bhakton Ne Jaan,
Gawani Hai,
Anamol Ghadi Ab,
Aae Hai,
Un Sabako Karate Pranaam Chalen,
Gaate Jay Jay,
Shri Ram Chale,
Chalo Ayodhya Dham Chale ll

Ram Lalla Ki,
Praan Pratishtha hai,
Duniyan Ki,
Unmein Nishtha Hai,
Is Nishtha Ka Samman Karen,
Gaate Jay Jay,
Shri Ram Chale,
Chalo Ayodhya Dham Chale ll

22 Janavari,
Aae Hai,
Bhakton Mein,
Khushiyaan Chhae Hai,
Chhoh Le Ke Saare Kaam Chalen,
Gaate Jay Jay,
Shri Ram Chale,
Chalo Ayodhya Dham Chale ll
चलो अयोध्या धाम चलें: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो अयोध्या धाम चलें, गाते जय जय, श्री राम चलें , चलो अयोध्या धाम चलें ll
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye