Chalo Ayodhya Ram Raj Mein (चलो अयोध्या राम राज मे: भजन)


Chalo Ayodhya Ram Raj Mein,
Saja Dipo Ki Thali,
Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai,
Chamake Dharm Ki Laali,
Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki,
Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥
Sanatan Dharm Ki Hue Jaikar,
Gunja Avadha Mein Vijay Anurag,
Atal Aash Ki Prabal Sadhana,
Raghuvar Teri Pratigya Mein,
Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki,
Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics

Laharaya Bhagawa Unche Nabha Mein,
Mile Baikuntha Ram Charan Mein,
Bhav Se Paar Lage Vo Prani,
Baithe Jo Ram ki Sajya Mein,
Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki,
Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥
चलो अयोध्या राम राज मे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो अयोध्या राम राज मे, सज़ा दीपो की थाली, पाप का कोई भाग नही है, चमके धर्म की लाली, हुई धन्य धरा ये अवध की, आये जो राम अयोध्या मे ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami Bhajan

Other Popular Chalo Ayodhya Ram Raj Mein Video

By Sant Shri Premdhan Lalan Ji

By Hey Govind Hey Gopal

By Spoorthi Rao

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Norta ki Raat Maiya Garba Rambwa Aano Hai

Naurata Ki Raat Maiya, Garabe Ramava Aano Hai, Thaane Vadon Nibhano Hai, Norta ki Raat ॥

Barisho Ki Cham Cham Mein

Barisho Ki Cham Cham Mein, Tere Dar Pe Aae Hai । Mehrawali Mehra Kar De

Unche Unche Parvat Pe Sharda Maa Ka Dera Hai

Unche Unche Parvat Pe, Sharda Maa Ka Dera Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai, Unche Unche Parvat Pe, Maiya Ka Baseara Hai, Matlab Ki duniya Main, Sachha Prem Tera Hai ॥

Maa Muraada Kar Poori

Maan Muraad Kar Poori Aas Rahe Na Adhuri, Tere Dar Se Jaunga Jholi Bhar Ke, Sherowali Mata Dekh Le, Aaya Unche Mein Pahad Tere Chadh Ke, Sherowali Mata Dekh Le ॥

Jai Jag Janani Maa Bhawani Maiya Sharda Ho Maa

Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiya Sharda Ho Maa, Ambe Jagadambe Jagadambike, Jag Ki Palanhar,
Bhawani Maiya Sharada Ho Maa, Jai Jag Janani Maa, Bhawani Maiyya Sharda Ho Maa ॥