Chalo Chaliye Maa Ke Dham Bulawa Aaya Hai (चलो चलिए माँ के धाम, मैया ने बुलाया है: भजन)


Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Aaya Khushiyon Ka Paigaam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥
Unche Parvat Par,
Maiya Ji Bethi Hai,
Niche Bhakton Ki Toli,
Gun Gati Hai,
Chale Bolte Maa Ka Naam,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Pag Pag Par Maa,
Sabko Sahara Deti Hai,
Apne Bhakton Ki Maa,
Jholi Bharti Hai,
Chalo Chod Jagat Ke Kaam,
Bulawa Aaya Hai,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Jab Jab Maata Bulaye,
Humko Jana Hai,
Sherawali Maa Ko,
Shish Jhukana Hai,
Bada Pyara Maa Ka Dham,
Mere Maan Bhaya Hai,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Kismat Wale Hai Jinko,
Maa Bulati Hai,
Vipada Unko Phir,
Koi Satati Hai,
Chalo Karne Maa Ko Pranam,
Bulawa Aaya Hai,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥

Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Aaya Khushiyon Ka Paigaam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Bulawa Aaya Hai,
Sandesa Aaya Hai,
Aae Chitthi Sabke Naam,
Maiya Ne Bulaya Hai,
Chalo Chalie Maa Ke Dhaam,
Maiya Ne Bulaya Hai ॥
चलो चलिए माँ के धाम, मैया ने बुलाया है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो चलिए माँ के धाम, मैया ने बुलाया है, आया खुशियों का पैगाम, मैया ने बुलाया है, बुलावा आया है, संदेसा आया है, आई चिट्ठी सबके नाम, मैया ने बुलाया है, चलों चलिए माँ के धाम, मैया ने बुलाया है ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥