Chhoti Si Meri Parvati (छोटी सी मेरी पार्वती - भजन)


Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥
Nit Ganga Jamuna Jaati Thi,
Jal Bhar Bhar Kar Vo Laati Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥

Nit Baag Bagicha Jaati Thi,
Wo Bhang Dhatura Laati Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥
Bhaktibharat Lyrics

Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥
छोटी सी मेरी पार्वती - भजन - हिन्दी में पढ़ें
छोटी सी मेरी पार्वती, शंकर की पूजा करती थी, निर्जल रहकर निश्छल मन से...
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanMaithili Bhajan

Other Popular Chhoti Si Meri Parvati Video

Ganbheer Gunjan

By Devendra Pathak Maharaj Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi Yashoda Maiya Dedo Badhai

This song or bhajan is very popular in the Hindu community of India, during the celebration of newborn baby!

Sohar: Jug Jug Jiya Su Lalanwa Ke

Jug Jug Jiya Su Lalanwa, Bhavanwa Ke Bhag Jaagal Ho, Lalna Laal Hoihai, Kulva Ke Deepak Manwa Mein, Aas Laagal Ho ॥