Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi (छोटी सी मेरी पार्वती, शंकर की पूजा करती थी - भजन)


Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥
Nit Ganga Jamuna Jati Thi,
Jal Bhar Bhar Kar Vo Lati Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥

Nit Baag Bagicha Jati Thi,
Vo Bhang Dhatoora Lati Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥

Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi,
Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se,
Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi,
Chhoti Si Meri Parvati,
Shankar Ki Pooja Karti Thi ॥
छोटी सी मेरी पार्वती, शंकर की पूजा करती थी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
छोटी सी मेरी पार्वती, शंकर की पूजा करती थी, निर्जल रहकर निश्छल मन से, नित ध्यान प्रभू का धरती थी ..
Bhajan Maa Parvati BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShiv Parvati BhajanSawan Somvar BhajanMata Annapurna BhajanDevi Parvati Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..