Darbar Tera Jhankiwale (दरबार तेरा झांकीवाले - भजन)


Mere Man Ko Bada Lubhata Hai Darbar Tera Jhankiwale
Darbar Tera Jhankiwale, Mere Balaji Jhankiwale
Mere Man Ko Bada Lubhata Hai
Darbar Tera Jhankiwale...–2
Mujhe Apnaya Tumne Jabse
Anand Mein Jeevan Hai Tabse
Prabhu Ram Ki Lagan Lagata Hai
Darbar Tera Jhankiwale ...
Bhaktibharat Lyrics

Mere Ghar Parivar Pe Kirpa Hai
Thodi Bahut Nahin Ik Tarpha Hai
Mere Ghar Ka Maan Badhata Hai
Darbar Tera Jhankiwale...

Shriganganagar Mein Dham Tera
Chandi Mein Saja Darbar Tera
Sapnon Mein Ravi Ke Aata Hai
Darbar Tera Jhankiwale...
दरबार तेरा झांकीवाले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे मन को बड़ा लुभाता है दरबार तेरा झांकीवाले, दरबार तेरा झांकीवाले, मेरे बालाजी झांकीवाले
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMata Bhawani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye