Daya Kar Daan Vidya Ka Hume Parmatma Dena (दया कर दान विद्या का: प्रार्थना)


According to the Indian culture, student worshiping Maa Saraswati or Lord before starting the daily classes. Hindi prayers sung in the morning assembly by children in more than one thousand central schools, kendriya vidyalaya and Jawahar Navodaya Vidyalaya of the country ..
Daya Kar Daan Vidya Ka,
Hame Paramatma Dena,
Daya Karana Hamari Aatma Mein,
Shuddhata Dena।

Hamare Dhyan Mein Aao,
Prabhu Aankhon Mein Bas Jao,
Andhere Dil Mein Aakar Ke,
Prabhu Jyoti Jaga Dena।

Baha Do Prem Ki Ganga,
Dilon Mein Prem Ka Sagar,
Hame Aapas Mein Mil-jul Ke,
Prabhu Rahana Sikha Dena।

Hamara Dharm Ho Seva,
Hamara Karm Ho Seva,
Sada Eeman Ho Seva,
Wa Sevak Jan Bana Dena।

Vatan Ke Vaste Jeena,
Vatan Ke Vaste Marana,
Vatan Pe Jan Fida Karana,
Prabhu Hamako Sikha Dena।

Daya Kar Daan Vidya Ka,
Hame Paramatma Dena,
Daya Karana Hamari Aatma Mein,
Shuddhata Dena।
दया कर दान विद्या का: प्रार्थना - हिन्दी में पढ़ें
देश के एक हजार से ज्यादा केंद्रीय विद्यालयों, जवाहर नवोदय विद्यालय में बच्चों द्वारा सुबह...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham Bhajan

Other Popular Daya Kar Daan Vidya Ka Hume Parmatma Dena Video

Daya Kar Daan Vidya Ka By Vidhi Deshwal

Daya Kar Daan Vidya Ka By Divine Aalap

Daya Kar Daan Vidya Ka By Ishika Aditi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye,Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,
Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye ॥

Mat Barso Inder Raj

Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije, Ya Jag Sethani Bhije, Mhari Raj Rani Bhije, Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije ॥