Dekho Ji Jagannath Ki Rath Yatra Hai Aayi (देखो जी जगन्नाथ की रथ यात्रा है आई)


Dhun- Mujhe Raas Aa Gaya Hai Tere Dar Pe Sar Jhukana
Dekho Ji Jagannath Ki, Rath Yatra Hai Aai।
Saj-Dhaj Ke Baithe Rath Men, Ik Bahan Aru Do Bhai॥
Dekho Ji.........
Sone Ka Rath Bana Hai, Jade Heere Ratna Moti।
Divya Jhanki Divya Shingar Ki, Shobha Kahi Na Jaai॥
Dekho Ji.........
Bhaktibharat Lyrics

Swagat Ko Saj Gai Hai, Sari Puri Nagariya,
Rang Ras Baras Rahe Hai, Mehki Hai Purvai॥
Dekho Ji.........

Rath Saath Sant Bhagat Hai, Peeche Peeche Khudai।
Rath Khinche Nache Gaven, Prabhu Ko Sab Rijhaven,
Harinam Ki ‘Madhup Hari’ Gunjar De Sunai॥
Dekho Ji.........
देखो जी जगन्नाथ की रथ यात्रा है आई - हिन्दी में पढ़ें
धुन- मुझे रास आ गया है तेरे दर पे सर झुकाना, देखो जी जगन्नाथ की, रथ यात्रा है आई। सज-धज के बैठे रथ में, इक बहन अरू दो भाई॥
Bhajan Jagannath BhajanPuri BhajanJagannath Swami BhajanChaka Nayan BhajanRath Yatra BhajanPuri Mandir Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dekho Ji Jagannath Ki Rath Yatra Hai Aayi

Dhun- Mujhe Raas Aa Gaya Hai Tere Dar Pe Sar Jhukana, Dekho Ji Jagannath Ki, Rath Yatra Hai Aai। Saj-Dhaj Ke Baithe Rath Men, Ik Bahan Aru Do Bhai॥

Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala

Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala, Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥

Mere Man Mandir Me Tum Bhagwan Rahe

Mere Man Mandir Mein Tum Bhagwan Rahe, Mere Duhkh Se Tum Kaise Anjan Rahe ॥ Mere Ghar Mein Kitne Din Mehman Rahe, Mere Duhkh Se Tum Kaise Anjan Rahe..

Gajmukhdhari Jisne Tera Sachche Man Se

Gajmukh Dhari Jisne Tera, Sachche Man Se Jaap Kiya, Aise Pujari Ka Swayam Tumne, Aise Pujari Ka Swayam Tumne, Sidhd Manorath Aap Kiya, Gajmukh Dhari Jisnen Tera, Sachche Man Se Jaap Kiya ॥

Mere Bigde Bana Do Kaaj

Mere Bigde Bana Do Kaaj, O Mere Ganpati Ji Maharaj, O Mere Ganpati Ji Maharaj,
Ab Rakh Lena Meri Laaj, O Mere Ganpati Ji maharaj, Mere Bigde Bana Do Kaaj ॥