Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki (धन जोबन और काया नगर की - भजन)


Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki,
Koi Mat Karo Re Maror ॥
Kyun Chale Se Aanga Panga,
Chita Bich Tane Dhar Denge Nanga,
Ek Agni Ka Leke Patanga,
Tere Phir Jayenge Chaaro or,
॥ Dhan Joban Aur Kaya… ॥

Sirane Khadi Teri Mai Rove,
Bhuja Pakad Tera Bhai Rove,
Payan Khadi Re Teri Byahi Re Rove,
Jisne Lyaya Bandh Ke Mol,
॥ Dhan Joban Aur Kaya… ॥

Panch Sath Tere Chalenge Sath Mein,
Gosa Pula Leke Hath Mein,
Ik Pinjri Ka Le Bans Hath Mein ,
Tere Denge Sar Mein Phod,
॥ Dhan Joban Aur Kaya… ॥

Shankar Das Bramhan Gave,
Sab Guniyon Ko Sheesh Jhukave,
Apna Gam Jo Kholi Batave,
Vo to Gaya Re Mulaja Tod,

Dhan Joban Aur Kaya Nagar Ki,
Koi Mat Karo Re Maror ॥
Lead Singer: Vidhi Deshval

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
धन जोबन और काया नगर की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
धन जोबन और काया नगर की, कोई मत करो रे मरोर॥ - विधि देशवाल
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHaryanavi BhajanVidhi Deshwal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।