Dhanya Wah Ghar Hi Hai Mandir Jahan Hoti Hai Ramayan (धन्य वह घर ही है मंदिर, जहाँ होती है रामायण: भजन)


Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan ॥
Yahi Hai Karm Ki Kunji,
Yahi Hai Dharm Ki Punji,
Yahi Hai Dharm Ki Punji,
Mahapatiton Se Patiton Ke,
Mahapatiton Se Patiton Ke,
Bhi Paap Dhoti Hai Ramayan,
Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan ॥

Yahi Hai Santo Ki Mahima,
Yahi Hai Vishv Ki Garima,
Yahi Hai Vishv Ki Garima,
Mukti Ka Maarg Dikhalati,
Mukti Ka Maarg Dikhalati,
Bhajan Jyoti Hai Ramayan,
Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan ॥

Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Jahaan Hoti Hai Ramayan,
Dhany Wah Ghar Hi Hai Mandir,
Jahaan Hoti Hai Ramayan ॥
धन्य वह घर ही है मंदिर, जहाँ होती है रामायण: भजन - हिन्दी में पढ़ें
धन्य वह घर ही है मंदिर, जहाँ होती है रामायण, जहाँ होती है रामायण, जहाँ होती है रामायण, धन्य वह घर ही हैं मंदिर, जहाँ होती है रामायण ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥