Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi (डोंट वरी मईया है पास खड़ी)


Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao ।
Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥
Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥
Yah Daati, Vardani Hai, Koi Na Iska, Sani Hai ।
Jagdambe, Kalyani Hai, Triloki Ki, Rani Hai ॥
Charnon, Ke Sang, Jud Jao, Maiya Ji Ke, Gun Gao ।
Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥
Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Maiya Meri, Badi Dayalu, Man Chahe, Var Deti Hai ।
Asht Bhuji, Mahanerani Pal Men, Har Sankat, Har Leti Hai ॥
Man Chahi, Khushiyan Pao, Maiya Ji Ke, Gun Gao ।
Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ।
Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Aas Muradon, Wali Maa, Teri Shan, Nirali Maa ।
Dar Pe Khade, Sawali Maa, Bharde Jholi, Khali Maa ॥
Kabhi Na, Maa Ko, Bisrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao ।
Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ।
Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Maiya Par, Vishwas Karo, Puri Man Ki, Aas Karo ।
Maa Dukhon Ka, Naash Karo, Charanon Men, Ardas Karo ॥
Chanchal, Har Pal, Dohrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao ।
Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ।
Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥
डोंट वरी मईया है पास खड़ी - हिन्दी में पढ़ें
अब तो, तुम ना, घबराओ, मईया जी के, गुण गाओ । हर संकट, मिट जाएगा, एक बार, मिलकर गाओ ॥ डोंट वरी, मईया है, पास खड़ी x॥-॥
Bhajan Maiya BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanMata Rani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥