Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana (फ़रियाद मेरी सुनके हनुमान चले आना: भजन)


Fariyad Meri Sun Ke Hanuman Chale Aana,
Main Dhyan Dharu Tera Bigadi Ko Tum Banana,
Ram Ram Boli Jay Siyaram,
Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥
Tumko Samajh Ke Apani Fariyad Sunata Hun,
Main Sibhah Sham Maan Mein Tera Dhyan Lagata Hun,
Kya Bhul Gaye Mujhko Mere Ram Hanuman,
Leta Hun Naam Tera Chale Aao Hanuman,
Chale Aao Hanuman,
Chale Aao Hanuman,
Ram Ram Boli Jay Siyaram,
Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥

Tujh Bin Na Koi Mera Hanuman Sahara,
Is Jivan Ko Meine Tujh Par Hi Hai Wara,
Kya Yun Hi Tadpana Hai Hanuman Tu Bata,
Kya Meri Is Khata Ki Saja To hai Tu Bata,'
Saja To hai Tu Bata,
Saja To hai Tu Bata,
Ram Ram Boli Jay Siyaram,
Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥
BhaktiBharat Lyrics

Ankhon Mein Bhare Ansu Tum Taras To Khao,
Kya Dosh Hua Mujhse Mujhko To Batao,
Ab Mehar Karo Sunkar Baba Mere Hanuman,
Bigadi Tumhi Banana Mere Ram Hanuman,
Mere Ram Hanuman,
Mere Ram Hanuman,
Ram Ram Boli Jay Siyaram,
Ram Ram Bolo Jay Siyaram ॥
फ़रियाद मेरी सुनके हनुमान चले आना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
फ़रियाद मेरी सुनके हनुमान चले आना, मैं ध्यान धरु तेरा बिगड़ी को तुम बनानां, राम राम बोलो जय सियाराम, राम राम बोलो जय सियाराम ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥