Fir Kaun Bigadega Jab Ram Sahara Hai (फिर कौन बिगाड़ेगा जब राम सहारा है - भजन)


Nirbal Ho Kar Koi,
Jab Unhen Pukara Hai,
Phir Kaun Bigadega,
Jab Ram Sahara Hai,
Nirbal Hokar Koi ॥
Koi Ram Ram Kahata,
Koi Shiv Shiv Gaata Hai,
Koi Krishna Radhe Radhe,
Koi Koi Dhyan Lagata Hai,
Hame Ye Bhi Pyara Hai,
Hame Vo Bhi Pyara Hai,
Phir Kon Bigadega,
Jab Ram Sahara Hai,
Nirbal Ho Kar Koi ॥

Koi Sahil Pe Ja Ke,
Sahil Ko Dhundh Raha,
Dariya Ke Kinare Bhi,
Pyasa Vo Ghoom Raha,
Sabse Dhanwan Ka Sut ॥
Kismat Ka Mara Hai,
Phir Kon Bigadega,
Jab Ram Sahara Hai,
Nirbal Ho Kar Koi ॥

Maine Jeevan Saup Diya,
Raghunath Ke Hathon Mein,
Mujhe Mila Dibya Jyoti,
Andheri Raton Mein,
Raghunath Ke Bhakton Ka,
Koi Kuchh Na Bigada,
Phir Kon Bigadega,
Jab Ram Sahara Hai ॥

Nirbal Ho Kar Koi
Nirbal Ho Kar Koi,
Jab Unhen Pukara Hai,
Phir Kaun Bigadega,
Jab Ram Mahara Hai,
Nirbal Ho Kar Koi ॥
फिर कौन बिगाड़ेगा जब राम सहारा है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
निर्बल हो कर कोई, जब उन्हें पुकारा है, फिर कौन बिगाड़ेगा, जब राम सहारा है, निर्बल होकर कोई
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanRasragi Bhajan

Other Popular Fir Kaun Bigadega Jab Ram Sahara Hai Video

Singer Rupesh Choudhary

Singer Rajeev Singh

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Nand Ke Anand Bhayo

Anand Umang Bhayo, Jay Ho Nand Lal Ki । Nand Ke Anand Bhayo, Jay Kanhiya Lal Ki

Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari

Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Haathi Ghoda Pal Ki Jai Kanhaiya Lal Ki

Hathi Ghoda Palki,jai Kanhaiya Lal Ki ॥ Anand Umang Bhayo Jai Kanhaiya Lal Ki...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..